
What are backlinks In SEO And How to create Backlinks.
Backlinks kyaa hota hai aur Baclinks Create kaise kiyaa jata hai. Kya humari website liye Backlinks banana jaruri hai. Kya sabhi log apni website ke liye backlinks banate hai. Aur backlinks ke advanteges kya hai. Aise bahut se sawal hai jinke Answer paane k liye hum google me search karte hai phir bhi hume aise answer nahi mil pate jisse hum setisfied ho. Dosto aaj hum isi Topic par baat karenge aur apko pura detaila se bataunga Dosto Bane rahiye Frndzrock ke sath.
What are Backlinks ?
Apko simple tarike se samjhau to Backlinks ek website se other website par jaane ka link hota hai. Isi ko BackLinks kahte hai. Aise samjhe aap Back + Link ( पीछे की ओर + कड़ी , संपर्क =पीछे की ओर की कड़ी या पीछे का संपर्क ) Matlb ek link jo humari website ko dosri website se jode ya ek link jo dosri website ko humari website se jode , use hi Backlinks kaha jata hai. Mere khyal se ab apko samajh agaya hoga . Ab chalte hai aage ki traf Backlinks kitne trah ka hota hai. yeh basicly 2 Type ke hote hai hai
- 1- Do-follow Backlinks
- 2- No-follow Backlinks.
DO-FOLLOW BACINKS:– Do-follow links woh link hote hai. jo dono Users aur Search Engine ko Allow karte hai ki is link ke jariye Target Website per pahunch jaye.Yeh link permanent link hote hai jo ki minimum 1 year tak rahte hai. aap aise samjhe jb hum apni blog per post likhte hai to External link dete hai. kisi website ka taki jo user is link per click karey to humari di hui link ke through target website per pahunch jaye. ager humara diya hua link Do-follow hoga to Search Engine bhi us website par pahunch jayega.Aur jb humari website ya Keyword ko rank karana hota hai to Search Engine Do-follow links ko bhi Count karta hai Aur Ranking deta hai. For Rxample –
<a href =”https://www.frndzrock.com/”>Text</a>
or
<a href =”https://www.frndzrock.com/” rel=”dofollow”>Text</a>
pahla wala link default Dofollow link hai. ap dofollow links banane k liye 1
pahla method use kar sakte hai or 2nd method (Rel HTML TAG ) ke thorough bana sakte hai. 2nd method me Rel ke baad humne Dofollow likha hai iska matlb search Engine ko hum inform kar rahe hai ki humne jo link diya hai yeh dofollow link hai.
HOW TO MAKE DOFOLLOW BACKLINKS-
ab sawal yeh banta hai ki Dofollow backlinks banaye kaise. Backlinks banane ke two method hai pahla Paid Tool se and 2nd Free method se Paid Tool ki hum free kabhi baat karenge details sbhi free method se backlinks banate hai –
Guest Post :- bahut sare blogger Guest Post k liye invite karte hai Unke website ke hompage per Guest post option mil jayega aap unse connect karey aur guest post k liye puche Aur ek Unique Article likhe. ager article apki achi hui to website outher apki article publish kardega aur apko Dofollow Backlink mil jayegi.
Dofollow comments :- Ap website per Comment ke through Dofollow backlinks bana sakte hai
Directory submission:– iske through Backlink banane ke liye ap google me search karey Directory Submission list ab koi bhi website open karey usme Submit Link per click kare ab usme apna details fill karey Link Add karey aur submit kar dey ab apko dofollow backlink mil jayega. Mai apko ek website ka screenshot se samjha deta hu , baaki website par same process hoga pahle islink par click kare Diretory submission ke liye
Submit per click kare jaisa screenshot me show ho raha hai.
uske baad aap cotegory select karley apka post kis cotegory me hai means kis cotegory par apne apna article likha hai.
ab yaha par apko yaha par free plane selck karna hai aur go par click kar dena hai.
ab apko last wala jo otion ayega aap screenshot me dekh sakte hai apko same aisa fill karna hai and continue par click kar dena hai,
apka link sucessfuly submit ho gaya hai aisa kuch option ayega. apko dofollow link mil gaya
NO-FOLLOW BACINKs :– No-follow link woh link hote jis link per click karke users hi Target website per ja sakte hai jb Search Engine ke front Nofollow link aate hai to woh Crawl karke Target website ya link par nahi jaate wo unhe Avoid kar dete hai. Nofollow links permanent backlinks nahi hote yeh website per minimum 6 se 8 month hi rahte hai . jb Search Engine apki website or Keyword ko Rank dene hote hai to woh No-Follow links ko count nahi karta . Search Engine sirf Do-Follow links ko cont karta hai.
for example
<a href =”https://www.frndzrock.com/” rel=”Nofollow”>Text</a>
above link me humne Search Engine ko bataya hai ki yeh jo Link hai Nofollow link hai .user to target website per pahunch jayega per Search Engine ise Avoid kar dega.
- apne website ki speed increase kare best method
- Google search Console kya hai aur sitemaps kaise submit kare
how to Make Nofollow Backlink
jaisa ki maine above paragraph me bataya Nofollow links permanrnt backlink nahi hote yeh 6 se 8 month tak hi website par rahte hai . Social Networking sites Facebook , Twitter , Intagram ya aur bhi bahut aisi jo sites hai unse jo humen Links milta hai woh Nofollow backlinks hota hai. Backlinks ke benifit ki baat kare bahut sari benifit hai apki website ke liye iske bare me mai next article me details bataunga. is post ko apne dosto ke sath share karna na bhule.
Leave a Reply