
Aap apne smarts phone me na jaane kitne Applications Install karte hai. Lekin kayi baar inke sath Virus ajate hai. Virus ko phone se delet karne ke liye Optiones to hai bahut sare Antivirus Remove ka Apps bhi. Jinme se ek factroy Reset bhi hai. Lekin mai aaj yaha ek aisi trick share karne ja raha hu jisko follow karke virus ki wajah se apko phone ka sara data nahi khona padega.Tu chltea hain method Remove Virus ki trfh.
HOW YOU REMOVE VIRUS
- Sabse pahle phone me safe mode on kare. Iske liye phone off kare aur power botton press karke rakhe.
- Jaise hi phone ka naam screen per dikhayi dene lage power botton release karde. Iske turant baad volume downe botton press kare aur device restart hone ke baad hi volume downe botton chhode.
- Iske baad phone me safe mode dikhayi padne lagega.
- Iss trah safe mode on karne ke baad phone ke setting me jaiye,yaha App ke download optiones per jaye.
- Yaha downloaded Apps list me aisi koi apps dikhayi de rahi hai jo apne download nahi ki thi. Yeh virus ho sakta hai. Iss Apps ko uninstall karde.
Ager iske baad bhi App delet na ho to pahle setting me security device administration me jakar app activate karde. Phir pahlebki trah uninstall karde.
Apke phone se virus chala jayega. To dekha kaise begair apps ke virus delet hua. Aap bhi apne mobile sr virus delet kare.
Leave a Reply