Free best SEO Keywords Research Tools.
Free best SEO Keywords Research Tools for wordpress ji dosto aaj hum Keywords Tools ki baat karenge Jo blog likhte hai unko Keywords ke baare me malum hoga ki kaise Article me Keywords use kiya jata hai. Aur keywords ka kitna Imprtant Role hota hai Article me . Aur jo log abhi bloging ki duniya me new hai blog likhna abhi start kiye hai unko Keyword ke baare me samjhna bahut jaruri hai. Kyunki Humari puri Article Keyword ke uper depend karti hai .
KWFinder Keyword :-
Free best Keywords Research tool me sabse pahle jiska number ata hai woh KWfinder ka hai.yeh apko ek din me 5 Times hi Keyword search kar sakte hai Ager apko zeyada keyword search karna hai to apko yaha Premium plane purchase karna hoga. Isme milne wale Features ki baat karu to apko Ek Keyword se releted 50 keyword show karayega. Trend , Search volume , CPC Aur Keyword SEO Difficulty bhi show hoga.
Google ke first page per show hone keyword Ranking score backlinks aur bhi bahut kuch yaha se aap chek kar sakte hai. Yeh ek best Keyword research tool hai agar free ki baat karey to.
Keywords Everywhere :-
Yeh google ki ek Extension hai Google se Keywords search karne k liye bahut acha Tool ise mai manta hu yeh bilkul free hai isko download karke Active karne ke baad ap google me kuch bhi search karenge uska full details Apke samne hoga . Search volume/month ,CPC , COMPTION aur usse related Keywords bhi check kar sakte hai.
Google keyword Planner:-
Yeh bahut ki kamal ka Keyword researching tool hai Yeh google ki free service hai . Isme apko Keyword se releted sab kuch mil jayega , Volume , CPC , COMPRTION , AVG. MONTHLEY SEARCHES , TOP OF PAGE BID ( HIGH RANGE) TOP OF PAGE ( LOW RANGE ) Ager apko keyword Search karne ka zara sa bhi idea malum hai to aap yaha se asani High CPC keyword search kar sakte hai.
Serpstat.com:-
Keyword reserch tools me yeh bhi ek free imporatant tool hai. Iske features ki baat kare to isme apko Keyword Research , Search Analytics , Advertising Analytics, content marketing Ideation , competitor , Trank Traking , Market intellifence , aur on-page Audit. SEO Se Related SEO Research , Related Keywords , search Suggestions , Top Page , Keyword difficulty Search Volume google And etc dosto mai batate batate thak jaunga Itna sab kuch free me apko mil raha hai. Dosto yeh bhi Extions hai ap isko apne pc ya laptop me download karke Front per rakh sakte hai isko Apne mobile number se active karna hota hai ek baar ective ho gaya to iska benifits aap le sakte hai.
ye rahe Free best SEO Keywords Research Tools . aap inko use karke apne website ke liye Keywords search kar sakte hai. dosto is post ko apne dosto k sath share karey aur koi sawal hai to aap comment me puch sakte hai.